Following details will be shared with the tutors you will contact:
Confirm to delete
Are you sure want to delete this?
Pooja DahiyaTeacher
No reviews yet
Mujhe Sanskrit padhate huye 15 saal ho gye hai. Mai chahti hu ki chatr sabhi bhashao ki janani (Sanskrit) ttha apni matri bhasha (Hindi) ki jane. Sanskrit ek pracheen aur pavitra bhasha hai jo Bharat ke sabse purane granthon aur dharmik texton mein payi jati hai. Yah bhasha apne shuddh aur saral swaroop ke liye jaani jati hai.
Sanskrit ki utpatti Vedic kaal mein hui thi, jab iska upyog Vedon aur anya dharmik granthon ki rachna ke liye kiya gaya tha. Samay ke saath, Sanskrit Bharat ki sanskritik aur saahityik bhasha ban gayi.