Muhammad Maaz Aslam Islamic Teacher
No reviews yet

Mera maqsad yeh hai ke mein bachon ki tarbiyat aese karun k wo duniya k sath sath deeni bhi maloomat rakhen sirf duniya hi kuch nhi humen apni aakhirat bnani hai sawarni hai hum school, colleges universities m parh kr degrees hasil krlenge jis se humari duniya to sanwar jaegi lekin kl ko marne k bad humari aakhirat ka kya hoga? Kya humari degree hum jannat tk le jaengi? Kya hum pr hone waly azabat se hume humari degrees bacha lengi? Hum sb ka jawab yahi hoga hr giz nhi isliye m chahta hun k sirf hum degree k sahare apni life na guzare balky Quran jesi nemat se faida uthae or jitna hosky hum isy seekhen ta k kl ko humen humari aakhirat ki fikr na ho
جزاکم اللہ خیرا

Subjects

  • Quran e Paak with tajweed Expert


Experience

No experience mentioned.

Education

  • Secondary (Mar, 2021now) from Jamiya tul madina dawat e Islami
  • Secondary (May, 2015now) from Dawat-e-Islami Karachi

Fee details

    Rs2,0003,000/hour (US$7.2110.81/hour)


Reviews

No reviews yet. Be the first one to review this tutor.